SEARCH RESULTS
Showing search results for "baiTh"
Nazm MATCHES FOR "baiTh"
Nazm
raqib se!
jab kahii.n baiTh ke rote hai.n vo bekas jin ke
ashk aa.nkho.n me.n bilakte hu.e so jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
do ishq
jab fikr-e-dil-o-jaa.n me.n fuGaa.n bhuul ga.ii hai
har shab vo siyah bojh ki dil baiTh gayaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hitch-hiker
ye safar itnaa musalsal hai ki thak haar ke bhii
baiTh jaataa huu.n jahaa.n chhaa.nv ghanii hotii hai
Ahmad Faraz
Nazm
makan
ban gayaa qasr to pahre pe ko.ii baiTh gayaa
so rahe KHaak pe ham shorish-e-taamiir liye
Kaifi Azmi
Nazm
ek makDa aur makkhi
bhuukaa thaa ka.ii roz se ab haath jo aa.ii
aaraam se ghar baiTh ke makkhii ko u.Daayaa
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
dekhaa to ek dar me.n hai baiThii vo KHasta-haal
saktaa saa ho gayaa hai ye hai shiddat-e-malaal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tabdili
paas ke pe.D kii chhaa.nv me.n baiTh kar
ghanTo.n ik duusre kii sune.n aur kahe.n
Akhtarul Iman
Nazm
hubb-e-watan
baiTh jaate the jab kabhii lab-e-aab
dho ke uThte the dil ke daaG shitaab
Altaf Hussain Hali
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
mai.n kis ko chaahuu.n mai.n kis ko chuumuu.n
mai.n kis ke saa.e me.n baiTh jaa.uu.n
Obaidullah Aleem
Nazm
ai raushniyon ke shahr
thak kar har suu baiTh rahii hai shauq kii maand sipaah
aaj miraa dil fikr me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
yaa qabr se jo baarish me.n baiTh ga.ii
yaa us phuul se jo qabr kii paa.iinii par khilaa
Sarvat Husain
Nazm
masjid
hasrat-e-shaam-o-sahar baiTh ke gumbad ke qariib
in pareshaan du.aa.o.n ko sunaa kartii hai
Akhtarul Iman
Nazm
hindi islam
ai mard-e-KHudaa tujh ko vo quvvat nahii.n haasil
jaa baiTh kisii Gaar me.n allaah ko kar yaad
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
chaTnii se roTii kaa hai jin kii banaav
baiThe pakaate hai.n KHayaalii polaav