SEARCH RESULTS
Showing search results for "baiThiyo"
Ghazal MATCHES FOR "baiThiyo"
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kah baiThiyo na 'dard' ki ahl-e-vafaa huu.n mai.n
us bevafaa ke aage jo zikr-e-vafaa chale
Khwaja Meer Dard
Ghazal
lutf se ai dil tujhe us ke jo abruu biThaa.e
baiThiyo lekin bahut paas na jaa baiThnaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aaKHirash vo bhii kahii.n ret pe baiThii hogii
teraa ye pyaar bhii dariyaa hai utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
ik chiil ek mumTii pe baiThii hai dhuup me.n
galiyaa.n uja.D ga.ii hai.n magar paasbaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
ba.ad marne ke bhii chho.Dii na rifaaqat merii
merii turbat se lagii baiThii hai hasrat merii
Ameer Minai
Ghazal
bhuul baiThii vo nigaah-e-naaz ahd-e-dostii
us ko bhii apnii tabii.at kaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n is shahar kaa chaa.nd huu.n aur ye jaantaa huu.n
kaun sii la.Dkii kis khi.Dkii me.n baiThii hai
Ziya Mazkoor
Ghazal
shaaKH pe baiThii bholii-bhaalii ik chi.Diyaa
kyaa jaane us par bhii nishaana lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
dil kii baazii lage phir jaan kii baazii lag jaa.e
ishq me.n haar ke baiTho nahii.n haare jaa.o
Kaleem Aajiz
Ghazal
aalam-e-husn KHudaa.ii hai buto.n kii ai 'zauq'
chal ke but-KHaane me.n baiTho ki KHudaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hamaare paas bhii baiTho bas itnaa chaahte hai.n
hamaare saath tabii.at agar tumhaarii lage
Ahmad Faraz
Ghazal
saaGar-ba-dast baiThii rahii merii aarzuu
saaqii shafaq se jaam ko Takraa ke pii gayaa