SEARCH RESULTS
Showing search results for "bait-e-huzn"
Ghazal MATCHES FOR "bait-e-huzn"
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
sharh likkhaa chaahiye us kii bayaaz-e-sub.h par
matla-e-KHurshiid bait-e-abruu-e-jaanaana hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dam se yuusuf ke jab aabaad thaa yaaquub kaa ghar
charKH kahtaa thaa ki ye bait-e-huzan kis kaa hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
bosa mile kamaa.n kaa jo abruu-e-yaar kii
mehraab-e-bait-e-ka.aba me.n chillaa cha.Dhaa.uu.n mai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ho.n ishaare Gair se aur dekhuu.n mai.n
bait-e-abruu kaa bhii ma.anaa khul gayaa
Nizam Rampuri
Ghazal
Shakeel Ahmad Shakeel
Ghazal
mehrbaanii kii tarah pahlii na bhuulo yak-ba-yak
bait-e-abruu kuu.n tum apnii taaza mazmuu.n mat karo
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mahkaa hu.aa hai bait-e-huzan dekhnaa ko.ii
aayaa nasiim-e-misr kaa ho kaarvaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
nasheb-e-huzn me.n shaam-e-siyaah-baKHt kaTii
phir ik charaaG hu.aa shab pe mehrbaa.n raushan
Abid Raza
Ghazal
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
kah ke ik misra.a mah-e-nau rah gayaa
ho sakaa kab bait-e-abruu kaa javaab
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
junuu.n me.n yaad hai ik bait-e-abruu
kahaa.n hai ab dimaaG-e-sher-KHvaanii
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Hasan Naim
Ghazal
thii kaa.enaat-e-huzn me.n halkii sii raushnii
vo aaKHirii sitaara bhii TuuTaa ki kyaa hu.aa
Riasath Ali Asrar
Ghazal
rahe mazmuun-e-Gam kii tarah is me.n
hamaaraa ghar hai yaa bait-e-hazii.n hai
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
bait-e-hastii ke 'sabaa' ho ga.e ma.anii raushan
KHvaaja-'aatish' saa zamaane me.n jo ustaad aayaa