SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakhshne"
Ghazal MATCHES FOR "bakhshne"
Ghazal
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
mujhe kyaa Dar hai ki ho.nge mire sarkaar shafii.a
mujhe kyaa Dar hai ki tuu baKHshne vaalaa hogaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
baKHshne vaalaa jab miraa afv pe hai tulaa hu.aa
mujh saa gunaahgaar phir jurm se baaz aa.e kyo.n
Amjad hyderabadi
Ghazal
baKHshne vaale zamaane ko jamaal-e-har-ra.ng
jo tujhe dekh sake aisii nazar bhii denaa
Shams Ramzi
Ghazal
jo taaq taaq bha.Dakte hai.n un ko gul kar do
ujaale baKHshne vaale diye talaash karo
Wasif Farooqi
Ghazal
baKHshne vaale hame.n baKHsh de apnii taaqat
ab na rahe paa.e.nge ham dast-nigar auro.n ke
Shahid Jamal
Ghazal
Gam-e-hayaat-o-Gam-e-dahr baKHshne vaale
ik aisaa Gam bhii ataa kar jo dil ko raas aa.e
Kaif Moradaabadi
Ghazal
taa-ziist mujhe jaan-e-hazii.n baKHshne vaale
is me.n ko.ii andaaz tumhaaraa to nahii.n thaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
ai dha.Dkano.n ko nayaa nuur baKHshne vaale
mai.n nuur se hii tahii tuu mirii KHataa hii sahii
Anwar Feroz
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
baKHshne vaalaa to baKHshegaa zaruurat se sivaa
maa.ngne vaale tuu apnii tang-daamaanii na dekh
Anwar Sadiqui
Ghazal
kisii ke dard-e-mohabbat ke baKHshne kii thii der
phir us ke baa'd kisii chiiz kii kamii na rahii