SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakhsho"
Ghazal MATCHES FOR "bakhsho"
Ghazal
jhuuT bhii bole.n sadaaqat ke payambar bhii bane.n
ham ko baKHsho ye siyaasat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
tum apnii aa.nkho.n ko nazzaara-e-jahaa.n baKHsho
mirii to ghuumtii rahtii hai.n ret par aa.nkhe.n
Khan Rizwan
Ghazal
is tishna-labii par mujhe ezaaz to baKHsho
ai baada-kasho jaam uThaa.o ki chalaa mai.n
KHalid Malik Sahil
Ghazal
sair-e-gulshan ko agar jaate ho hamraah-e-raqiib
baKHsho mere ta.ii.n mujh ko na bulaa.o jaa.o
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yaa dil-o-diida ko tanviir-e-mohabbat baKHsho
yaa dam-e-sub.h zamaane me.n ujaalaa na karo
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
jaan baKHsho sar mire laashe kaa Thukraa.o kabhii
saaGar-e-KHaalii me.n bhar do shahd-e-hastii ek din
Muneer Shikohabadi
Ghazal
tum mire paas raho jism kii garmii baKHsho
sard hai raat bahut ghar se na baahar niklo
Syed Ahmed Shameem
Ghazal
Mahir Qureshi Barelvi
Ghazal
uTho sa.nvaaro nikhaaro hayaat-e-nau baKHsho
uruus-e-dahr kii aa.nkho.n me.n hai KHumaar abhii
Jaleel Sherkoti
Ghazal
mujh ko chaahaa hai to baKHsho mirii chaahat ko davaam
ban ke rah jaanaa Dhalii raat kaa afsaana mat
M Kothiyavi Rahi
Ghazal
mai.n ne kahaa ki baKHsho miyaa.n lo KHudaa kaa naam
achchhe ho tum bhii roz ho lekin hazaar-haif