SEARCH RESULTS
Showing search results for "balaa-e-jaan"
Ghazal MATCHES FOR "balaa-e-jaan"
Ghazal
vo Gam-gusaar bil-aaKHir balaa-e-jaa.n niklaa
jise zamiin samajhte the aasmaa.n niklaa
Manzar Shahab
Ghazal
balaa-e-jaa.n mujhe har ek KHush-jamaal hu.aa
chhurii jo tez hu.ii pahle mai.n halaal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaisii balaa-e-jaa.n hai ye mujh ko badan kiye hu.e
miTTii ke is bides ko apnaa vatan kiye hu.e
Farhat Ehsas
Ghazal
balaa-e-jaa.n hai samar bad-havaas hone kaa
natiija dekh lo tum KHud udaas hone kaa
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
vo adaa fareb-e-mahfil vo nazar balaa-e-jaa.n hai
mujhe kyaa yaqiin aa.e ki vo mujh pe mehrbaa.n hai
Bazm Ansari
Ghazal
alfaaz ke teshe se ai 'jaan' taraash us ko
patthar ke libaade me.n poshiida jo hiiraa hai
Jan Kashmiri
Ghazal
har jabii.n par hai sajii jhuuT kii surKHii ai 'jaan'
ab to insaan bhii aKHbaar nazar aate hai.n
Jan Kashmiri
Ghazal
ash.aar kyo.n na mere ho.n KHushbuu kii khetiyaa.n
ai 'jaan' KHaak-e-paak jo fan kii asaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
kisii pahluu nahii.n aaraam detaa
balaa-e-jaa.n hu.aa hai dil hamaaraa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
banaa Daalaa zamaane bhar ko dushman
balaa-e-jaa.n mirii daanaa.iyaa.n hai.n
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
aa jaa KHudaa ke vaaste aa jaa na der kar
dil meraa vaa-guzaar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
fasiil-e-jabr me.n dekhe usii ke sapne 'jaan'
kisii bhii haal me.n zauq-e-nazar na KHatm hu.aa
Jan Kashmiri
Ghazal
zahr-e-maahaul se pur hai mire tan kaa kaasa
kyo.n na mar jaa.e vahii.n mujh ko jo bichchhuu kaaTe
Jan Kashmiri
Ghazal
jab ko.ii siina-e-girdaab pe ubhraa qatra
yaad aaya dil-e-pur-KHuu.n ke lahuu kaa qatra