SEARCH RESULTS
Showing search results for "balgam-e-baa.uur"
Ghazal MATCHES FOR "balgam-e-baa.uur"
Ghazal
haasid to hai kyaa chiiz kare qasd jo 'inshaa'
tuu to.D de jhaT balGam-e-baa.uur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
baar-e-Gam-e-hayaat ko sar par sameT kar
ai dost phe.nk aaya huu.n yaksar sameT kar
Mohammad Ismail Shadan
Ghazal
ustaad-e-suKHan kii nahii.n ai 'badr' zaruurat
ho saamne jo 'miir' kaa diivaan bahut hai
Badr Mohammadi
Ghazal
ai 'badr' shaa'iraana ta'allii hai KHuub shai
aisaa ye daa'vaa hai ki jise maat hii nahii.n
Badr Mohammadi
Ghazal
ai 'badr' tere she'r kaa lahja hai dil-nashii.n
har baat mere dil me.n kahii.n baiThne lagii
Badr Mohammadi
Ghazal
Gazal ke jism ko marne na do to baat bane
Gazal kii ruuh me.n ai 'badr' 'miir' zinda hai
Badr Mohammadi
Ghazal
tajraba bahr-e-suKHan raas jo aaya tujh ko
tuu ne ai 'badr' use jam' kiyaa yaa baa.nTaa
Badr Mohammadi
Ghazal
Badr Shamsi
Ghazal
tamaam 'umr jo ai 'badr' gardisho.n me.n rahaa
thakaa thakaa vo saveraa safar pe niklaa hai
Badr Shamsi
Ghazal
khilii hu.ii hai vo ai 'badr' ek jangal me.n
mire vajuud ne jo chaa.ndnii u.nDelii thii
Badr Shamsi
Ghazal
ham KHushbu-e-aavaara ham nuur-e-pareshaa.n hai.n
ai 'badr' muqaddar me.n aashufta-bayaanii hai
Bashir Badr
Ghazal
mahbuuba-e-firaaq hai ai 'badr' duKHt-e-raz
laazim thaa ehtiraam udhar ruKH kiyaa nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
dil me.n na ho jo daaG-e-tamannaa kii raushnii
ai 'badr' zindagii me.n a.ndheraa dikhaa.ii de
Badr Shamsi
Ghazal
har zaKHm dil-e-'badr' ko ik taaza KHalish de
lau bujhte charaaGo.n kii ba.Dhaane ke liye aa
Badr Shamsi
Ghazal
har zaKHm jo baKHshaa thaa mujhe us kii nazar ne
ai 'badr' nagiine kii tarah dil me.n ja.Daa thaa
Badr Shamsi
Ghazal
ai 'badr' dil ke daaG the raato.n ko zau-fishaa.n
tiira-shabii me.n chaa.nd se paikar bahut mile
Badr Shamsi
Ghazal
ai 'badr' zaKHm-e-dil hai.n Gam-e-dil pe KHanda-zan
dariyaa se khelte hai.n habaabo.n ke silsile
Badr Shamsi
Ghazal
ye daaG-e-dil hai.n ki ai 'badr' hasrato.n ke sanam
KHudaa kaa ghar hai magar but-kada saa lagtaa hai
Badr Shamsi
Ghazal
ham aur baargaah-e-risaalat-panaah me.n
maare KHushii ke aa.nkh se aa.nsuu nikal ga.e