SEARCH RESULTS
Showing search results for "bande"
Ghazal MATCHES FOR "bande"
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vaa kar diye hai.n shauq ne band-e-naqaab-e-husn
Gair-az-nigaah ab ko.ii haa.il nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n takabbur na karo ham bhii hai.n bande us ke
sajde but karte hai.n haamii jo KHudaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
zer-e-qabaa jo husn hai, vo husn hai KHudaa
band-e-qabaa jo khol rahaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
hamaare ahd kii tahziib me.n qabaa hii nahii.n
agar qabaa ho to band-e-qabaa kii baat kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
raat kaa vaa'da hai bande se agar banda-navaaz
band me.n de lo girah taa ki zaraa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dil miraa jis se bahaltaa ko.ii aisaa na milaa
but ke bande mile allaah kaa bandaa na milaa