SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandii"
Ghazal MATCHES FOR "bandii"
Ghazal
tumhe.n to faKHr thaa shiiraaza-bandii-e-jaa.n par
hamaaraa kyaa hai ki ham to bikharne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
kaisaa mausam hai kuchh nahii.n khultaa
buu.ndaa-baa.ndii bhii dhuup bhii hai abhii
Ahmad Faraz
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kii haq se farishto.n ne 'iqbaal' kii Gammaazii
gustaaKH hai kartaa hai fitrat kii hinaa-bandii
Allama Iqbal
Ghazal
miraa to farz chaman-bandi-e-jahaa.n hai faqat
mirii balaa se bahaar aa.e yaa KHizaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
'aks-bandii kii havas in me.n kahaa.n se aa.ii
mehrbaa.n haath to naadiida hu.aa karte the
Jawad Sheikh
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kiyaa yak-sar gudaaz-dil niyaaz-e-joshish-e-hasrat
suvaidaa nusKHa-e-tah-bandi-e-daaG-e-tamannaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-rehn-e-zabt hai aa.iina-bandii-e-gauhar
vagarna bahr me.n har qatra chashm-e-pur-nam hai
Mirza Ghalib
Ghazal
but-parastii hai bahaar-e-naqsh-bandii-haa-e-dahr
har sariir-e-KHaama me.n yak naalaa-e-naaquus thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
tujh me.n kyaa baat hai ai dil ki vafaa-kesh ye aql
merii baa.ndii hai magar kaam tiraa kartii hai
Mohammad Aazam
Ghazal
had-bandii-e-KHizaa.n se hisaar-e-bahaar tak
jaa.n raqs kar sake to ko.ii faasla nahii.n