SEARCH RESULTS
Showing search results for "banjaare"
Ghazal MATCHES FOR "banjaare"
Ghazal
ha.nso na ham pe ki har bad-nasiib banjaare
saro.n pe rakh ke vatan kii zamiin laa.e hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
banjaare hai.n rishto.n kii tijaarat nahii.n karte
ham log dikhaave kii mohabbat nahii.n karte
Naseem Nikhat
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
aatii hai itihaas se un ke bhaa.nt bhaa.nt kii baas
har miTTii ko suu.ngh chuke hai.n ye banjaare log
Ahmad Wasi
Ghazal
Ritesh Singh Rahil
Ghazal
udaas raato.n me.n aavaara-gard banjaare
haTaa le.n baa.nsurii ho.nTo.n se aur gaa.e.n use
Abdullah Kamal
Ghazal
Ilyas Ishqi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
shahr-e-badan bas rain-baseraa jaisaa hai
manzil par kab rukte hai.n banjaare log
Raghib Akhtar
Ghazal
bastii me.n baa.nsurii kii sadaa jab sunaa.ii de
banjaare tuu jiye tirii vanjlii kii KHair ho
Rana Abdurrab
Ghazal
Shahab Jafri
Ghazal
jab chale jaa.e.nge banjaare bahaare.n le kar
phuul vaalo.n kii nagar bhar me.n dukaa.n Dhuu.nDoge
Deepak Qamar
Ghazal
har bhare jangal kaT kar ab shahr hu.e
banjaare kii aa.nkho.n me.n sannaaTe hai.n
Ambar Bahraichi
Ghazal
Deepak Qamar
Ghazal
ho jaa.e jahaa.n raat vahii.n din ko baseraa
bechaare ye banjaare kahii.n ghar nahii.n lete
Nazan Jamshedpuri
Ghazal
shahr aabaad rahe.n aur tuu aabaad rahe
ham to banjaare hai.n ye shahr hamaare kab the