SEARCH RESULTS
Showing search results for "baqaayaa"
Ghazal MATCHES FOR "baqaayaa"
Ghazal
dil kaa saamaan ko.ii KHaak KHariide us se
yaad hii jis ko na rahtaa ho baqaayaa denaa
Jawad Sheikh
Ghazal
ab ye sochaa hai muTThii me.n umr-e-baqaayaa mirii
jo bhii hai ek der-aashnaa ke liye chho.D duu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Shabbir Hasan
Ghazal
pusht-haa-pusht tujhe KHuun pilaayaa laala
phir bhii rahtaa hai tiraa suud baqaayaa laala
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
bas ek raat kaa Tuk.Daa hai kahkashaa.n-aasaar
baqaayaa shab to a.ndhero.n me.n hii guzartii hai
Shahid Makuli
Ghazal
ye ek umr me.n jaanaa yaqiinii kuchh bhii nahii.n
baqaayaa umr kaTii phir yaqii.n dilaane me.n
Shahid Makuli
Ghazal
abhii baqaayaa hai ik qist muskuraahaT kii
abhii Gamo.n kaa baraabar hisaab kaise hu.aa
Jyoti Azad Khatri
Ghazal
kyo.n banaayaa thaa hame.n ek taraf hai ye savaal
ik taraf hai ye bharam tum ko banaayaa ham ne
Haris Ali
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
'KHanda' ye jo mai.n detii bhii to qarz kahaa.n thaa
pahle se aziizo.n pe baqaayaa hii bahut thaa
Farkhanda Razvi
Ghazal
kuuza-gar kaun sii miTTii se banaayaa mujh ko
ishq karne ke sivaa kuchh nahii.n aaya mujh ko
Rakesh Dilbar
Ghazal
Zakir Husain Halsangi
Ghazal
Shamsa Najm
Ghazal
aglii dukaan-e-ishq kaa khaataa nahii.n khulaa
pichhlii kaa ko.ii ham ko baqaayaa na denaa hai
Shafaq Sopori
Ghazal
hissa jo rah gayaa hai baqaayaa hayaat kaa
is ko tabiib-e-qalb-e-KHaraabaat se milaa
Aslam Shaikh
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
mujh ko tahziib ke barzaKH kaa banaayaa vaaris
jurm ye bhii mire ajdaad ke sar jaa.egaa