SEARCH RESULTS
Showing search results for "baqaayaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baqaayaa"
Ghazal
dil kaa saamaan ko.ii KHaak KHariide us se
yaad hii jis ko na rahtaa ho baqaayaa denaa
Jawad Sheikh
Mazahiya
baqaayaa hai 'barq-e-tapaa.n' kaa kiraaya
zamii.n par hai ab aasmaa.n kaa kiraaya
Haji Laq Laq
Ghazal
ab ye sochaa hai muTThii me.n umr-e-baqaayaa mirii
jo bhii hai ek der-aashnaa ke liye chho.D duu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Shabbir Hasan
PAGE MATCHES FOR "baqaayaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baqaayaa"
Ghazal
pusht-haa-pusht tujhe KHuun pilaayaa laala
phir bhii rahtaa hai tiraa suud baqaayaa laala
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
bas ek raat kaa Tuk.Daa hai kahkashaa.n-aasaar
baqaayaa shab to a.ndhero.n me.n hii guzartii hai
Shahid Makuli
Ghazal
ye ek umr me.n jaanaa yaqiinii kuchh bhii nahii.n
baqaayaa umr kaTii phir yaqii.n dilaane me.n
Shahid Makuli
Ghazal
abhii baqaayaa hai ik qist muskuraahaT kii
abhii Gamo.n kaa baraabar hisaab kaise hu.aa
Jyoti Azad Khatri
Sher
bahut nibhaayaa hai ham ne to zindagii tujh se
zaraa milaa bhii hai tujh se bahut baqaayaa hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
kyo.n banaayaa thaa hame.n ek taraf hai ye savaal
ik taraf hai ye bharam tum ko banaayaa ham ne
