SEARCH RESULTS
Showing search results for "bar-sar-e-aam"
Ghazal MATCHES FOR "bar-sar-e-aam"
Ghazal
bar-sar-e-aam mirii chup kii jo tash.hiir hu.ii
mushta.il ho uThii aavaaz-bagoshii us kii
Parwez Rahmani
Ghazal
barahna teG vo lahraa rahaa hai bar-sar-e-aam
jo teG dii hai use to ko.ii niyaam bhii de
Shabab Lalit
Ghazal
bar-sar-e-aam ye kahte hai.n ki ham jhuuTe hai.n
is bhare shahr me.n zinda hai sadaaqat ham se
Shafiq Saleemi
Ghazal
anjuman-saaz hai ye raaz-e-mohabbat ai dost
zikr jab aayaa tiraa bar-sar-e-aam aayaa hai
Akhtar Orenwi
Ghazal
ham ne to maajraa-e-Gam bar-sar-e-‘aam kah diyaa
ashk bahe ho.n yaa nahii.n shor uThaa ho yaa na ho
Pirzada Qasim
Ghazal
bar-sar-e-reg-e-ravaa.n phuul nahii.n khil sakte
dasht hai dasht yahaa.n phuul nahii.n khil sakte
Syed Jawed
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
bar-sar-e-dard zamaane kaa bhii sochaa jaa.e
phir nayaa qarz uThaane kaa bhii sochaa jaa.e
Saim Ji
Ghazal
sachchaa.iyo.n ko bar-sar-e-paikaar chho.D kar
ham aa ga.e hai.n dasht me.n ghar-baar chho.D kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
haq pasando.n se jahaa.n bar-sar-e-paikaar sahii
kuchh dino.n aur bhii rusvaa sar-e-baazaar sahii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
bhii.D hai bar-sar-e-baazaar kahii.n aur chale.n
aa mire dil mire Gam-KHvaar kahii.n aur chale.n
Aitbar Sajid
Ghazal
dhuup se bar-sar-e-paikaar kiyaa hai mai.n ne
apne hii jism ko diivaar kiyaa hai mai.n ne
Shakeel Azmi
Ghazal
apnii anaa se bar-sar-e-paikaar mai.n hii thaa
sach bolne kii dhun thii sar-e-daar mai.n hii thaa
Kabir Ajmal
Ghazal
iz.haar-e-junuu.n bar-sar-e-baazaar hu.aa hai
dil dast-e-tamannaa kaa giraftaar hu.aa hai