SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraabarii"
Ghazal MATCHES FOR "baraabarii"
Ghazal
vo mujh ko chho.D ke jis aadmii ke paas gayaa
baraabarii kaa bhii hotaa to sabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
jahaa.n me.n rah ke jahaa.n se baraabarii kii ye choT
ik imtihaan-e-musalsal mirii anaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
mirii sipaah se duniyaa larazne lagtii hai
magar tumhaarii to mai.n ne baraabarii nahii.n kii
Nadeem Bhabha
Ghazal
mire KHayaal se bhii aah mujh ko bu.ad rahaa
hazaar tarah se chaahaa baraabarii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Gam-e-habiib kahaa.n aur kahaa.n Gam-e-jaanaa.n
musaahibat hai yaqiinan baraabarii to nahii.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
baraabarii kaa tasavvur nahii.n hamaarii taraf
hamaare jaisaa ko.ii duusraa nahii.n aaya
Danish Naqwi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
qad me.n to kar chukaa thaa vo ahmaq baraabarii
majbuur sarv ko tirii raftaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
har sub.h aavtaa hai terii baraabarii ko
kyaa din lage hai.n dekho KHurshiid-e-KHaavarii ko
Khan Arzoo Sirajuddin Ali
Ghazal
ye Gain miim to jiinaa muhaal kar degaa
baraabarii me.n agar ain shiin qaaf nahii.n
Ashraf Jahangeer
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
laala karegaa dil kii mire kyaa baraabarii
us par hai ek daaG yahaa.n be-shumaar daaG
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
is saath mah-ruKHaa.n ko nahii.n kuchh baraabarii
yuusuf se ye nigaar-e-parii-zaad kam nahii.n
Faez Dehlvi
Ghazal
baraabarii ke jo da.ave kare hai.n vo sun le.n
miTaa.ii kokh me.n jaatii hai.n beTiyaa.n ab bhii
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
baraabarii ke liye chaahiye kamii-beshii
makaan uu.nchaa banaa.o zamii.n agar kam hai
Badr Mohammadi
Ghazal
hamesha chaa.nd kii jaanib na dekhte rahiye
huzuur aap kii us kii baraabarii kyaa hai
Manzar Hashmi
Ghazal
kabhii kisii ko na ehsaas-e-kamtarii ho ab
ho kaash sab ko mayassar baraabarii kaa libaas