SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraabarii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baraabarii"
Sher
vo mujh ko chho.D ke jis aadmii ke paas gayaa
baraabarii kaa bhii hotaa to sabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
vo mujh ko chho.D ke jis aadmii ke paas gayaa
baraabarii kaa bhii hotaa to sabr aa jaataa
Parveen Shakir
Ghazal
jahaa.n me.n rah ke jahaa.n se baraabarii kii ye choT
ik imtihaan-e-musalsal mirii anaa ke liye
Shaz Tamkanat
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baraabarii"
Ghazal
mire KHayaal se bhii aah mujh ko bu.ad rahaa
hazaar tarah se chaahaa baraabarii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Gam-e-habiib kahaa.n aur kahaa.n Gam-e-jaanaa.n
musaahibat hai yaqiinan baraabarii to nahii.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
baraabarii kaa tasavvur nahii.n hamaarii taraf
hamaare jaisaa ko.ii duusraa nahii.n aaya
Danish Naqwi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
qad me.n to kar chukaa thaa vo ahmaq baraabarii
majbuur sarv ko tirii raftaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
har sub.h aavtaa hai terii baraabarii ko
kyaa din lage hai.n dekho KHurshiid-e-KHaavarii ko
Khan Arzoo Sirajuddin Ali
Nazm
ai ruh-e-zindagi
aa, dostii mohabbat aur baraabarii se mahruum maKHluuq kii Dhaaras ba.ndhaane aa
aa, aur jaldii aa
Mohammad Haneef Rame
Ghazal
ye Gain miim to jiinaa muhaal kar degaa
baraabarii me.n agar ain shiin qaaf nahii.n