SEARCH RESULTS
Showing search results for "barbaadii"
Ghazal MATCHES FOR "barbaadii"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa us se gila kiijiye barbaadii-e-dil kaa
ham se bhii to iz.haar-e-tamannaa nahii.n hotaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kuchh to qismat kii hai saazish mirii barbaadii me.n
aur kuchh un kii bhii nazro.n kaa ishaara hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
ik nishaanii hai kisii shahr kii barbaadii kii
naaravaa baat kaa yak-laKHt ravaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
kyaa teraa mudaavaa ho dard-e-shab-e-tanhaa.ii
chup rahiye to barbaadii kahiye to gilaa hogaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
ek din mazluum ban jaa.e.nge zulmo.n kaa javaab
apnii barbaadii kaa maatam umr bhar dekhegaa kaun
Manzar Bhopali
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
sunegaa jab zamaana merii barbaadii ke afsaane
tumhaaraa naam bhii aa.egaa mere naam se pahle
Qateel Shifai
Ghazal
mujh ko barbaadii kaa ko.ii Gam nahii.n
Gam hai barbaadii kaa kyuu.n charchaa hu.aa
Rajendera Krishan
Ghazal
apnii barbaadii kii tasviir utaaruu.n kaise
chand lamho.n ke liye bhii na manaazir Thahre
Qaisarul Jafri
Ghazal
vo to aisaa hai ki mohlat na milii thii varna
apnii barbaadii pe KHud jashn manaanaa thaa hame.n
Tariq Naeem
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
charaaGaa.n un ke liye hai hamaarii barbaadii
ba-naam-e-raushnii ye bastiyaa.n jalaate hai.n
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
kahaa.n har ek ko aatii hai raas barbaadii
na.e safar kii masaafat zihaanate.n maa.nge
Nida Fazli
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
merii barbaadii ko chashm-e-mo'atabar se dekhiye
'miir' kaa diivaan 'Gaalib' kii nazar se dekhiye