SEARCH RESULTS
Showing search results for "barf-baar"
Ghazal MATCHES FOR "barf-baar"
Ghazal
judaa.iyo.n kii gha.Dii naqsh naqsh boltii hai
vo barf-baar havaa thii, vo daa.nt bajte the
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
barg bhar baar mohabbat kaa uThaayaa kab thaa
tum ne siine me.n ko.ii dard basaayaa kab thaa
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Khumar Qureshi
Ghazal
barf pighle ki zaraa raasta hone lag jaa.e
dhuup mal kar mire ehsaas se rone lag jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
mai.n pahle barf saa tho.Daa pighal ke dekhuu.ngaa
agar vo aag hai to us me.n jal ke dekhuu.ngaa
Raj Kaushik
Ghazal
kabhii sho.alo.n pe kabhii barf pe chal kar dekhaa
ham ne har rang mohabbat me.n badal kar dekhaa
Kamal Seetapuri
Ghazal
chalii hai ab ke baras vo havaa-e-shiddat-e-barf
dayaar-e-dil kii taraf ko.ii qaafila na gayaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
yahii andaaz-e-tijaarat hai to kal kaa taajir
barf ke baaT liye dhuup me.n baiThaa hogaa
Anwar Masood
Ghazal
barf aa.nkho.n me.n liye duur kha.De shaKHs kii KHair
kaise jalne lage ruKHsaar use dekh ke dekh
Seema Naqvi
Ghazal
bhuulii-bisrii yaado.n ke barf-daan me.n rakh do
KHvaab jo tumhe.n aksar be-qaraar karte hai.n
Ali Asghar
Ghazal
Humaira Rahman
Ghazal
aksar mire chuulhe me.n rahaa barf kaa Deraa
lekin kisii rishte se nivaalaa nahii.n maa.ngaa
Mohammad Kaleem Ziya
Ghazal
meraa ye dil jise patthar bhii bahut narm lage
barf jaisaa mire siine me.n pighal aayaa thaa