SEARCH RESULTS
Showing search results for "barf-bayaanii"
Ghazal MATCHES FOR "barf-bayaanii"
Ghazal
tere ehsaas me.n shole hai.n ye maanaa 'shahpar'
sirf rasmii hii sahii barf-bayaanii kuchh to
Shehpar Rasool
Ghazal
vo munjamid hai barf kii maanind ai 'shamiim'
baato.n me.n jis kii sho.ala-bayaanii dikhaa.ii de
Mukhtar Shameem
Ghazal
vo munjamid hai barf kii maanind ai 'shamiim'
baato.n me.n jis kii sho’la-bayaanii dikhaa.ii de
Mukhtar Shameem
Ghazal
taasiir-e-muKHtalif kii ravaanii se jal ga.e
suuraj ke ho.nTh barf ke paanii se jal ga.e
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
Nizamuddin Nizam
Ghazal
barf kii tarah jame jaate hai.n saare alfaaz
kaam aa.egii yahaa.n sehr-bayaanii kitnaa
Shahid Mahuli
Ghazal
dariyaa-e-fikr-e-nau kii ravaanii me.n gir gayaa
suuraj phisal ke barf ke paanii me.n gir gayaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
kaun thaa jo guu.nge lafzo.n ko ma.aanii de gayaa
barf kii jhiilo.n ko andaaz-e-ravaanii de gayaa
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
Saarik Khan Saarik
Ghazal
'baanii' ajab tarah se khulii KHush-muqaddarii
barg-e-shafaq bhii barg-e-hinaa bhii mire liye
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ye kyaa ki sab se bayaa.n dil kii haalate.n karnii
'faraaz' tujh ko na aa.ii.n mohabbate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
hai.n dil me.n dard magar kyo.n bayaa.n nahii.n hotaa
ki ko.ii itnaa bhii to be-zabaa.n nahii.n hotaa