SEARCH RESULTS
Showing search results for "barkha dutt linkedin"
Ghazal MATCHES FOR "barkha dutt linkedin"
Ghazal
KHudaa aise bande se kyuu.n phir na jaa.e
jo baiThaa du.aa maa.ngnaa jaantaa hai
Yagana Changezi
Ghazal
baarhaa Duub ke har baar ubhar aane kaa
zindagii naam hai mar mar ke jiye jaane kaa
Kalim Shadab
Ghazal
KHairaat bhii milii na jahaa.n se tamaam umr
'aKHtar' vahii.n pe aaj bhii baiThaa du.aa kare
Saeed Akhtar
Ghazal
baarhaa paas-e-adab se na ga.e us ke qariib
baarhaa duur se us rashk-e-qamar ko dekhaa
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
bujhaa bujhaa sar-e-mehraab duur baiThaa thaa
ko.ii charaag samajh kar jalaa gayaa mujh ko
Anwar Siddiqui
Ghazal
baiThaa huu.n duur saa.e se is vaaste 'sa.iid'
aasuudgii safar kii usii imtihaa.n me.n ho
Saeed Naqvi
Ghazal
armaano.n kaa hai vasl me.n taa.ntaa ba.ndhaa hu.aa
kuchh duur-duur hai.n abhii kuchh dil ke aas-paas
Shaheer Machlishahri
Ghazal
nihaartaa rahaa dariyaa vo der tak baiThaa
phir us ke baa'd uThaa aur usii me.n Duub gayaa
Siraj Faisal Khan
Ghazal
shabaab aaya to rangiiniyo.n me.n Duub gayaa
qazaa kii dast-e-rasaa.ii ko bhuul baiThaa hai
Shoaib Ahmad Khan Shoaib
Ghazal
yuu.n duud aah kaa mirii gumbad ba.ndhaa hai yaa.n
chhat jaise abr-e-tiira kii tahtussamaa ba.ndhe
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
baarhaa un ko rag-e-jaa.n se qarii.n paayaa hai
phir jo dekhaa to nazar aate hai.n vo aaj bhii duur
Anees Sultana
Ghazal
haa.n ik nazar idhar bhii zaraa ahl-e-anjuman
baiThaa hai paa-shikasta ko.ii anjuman se duur
Bismil Dehlavi
Ghazal
sub.h hone par sabhii harf-e-du'aa gum ho ga.e
raat-bhar baiThe rahe ham baargaah-e-jism me.n
Salim Saleem
Ghazal
kis mast kii du.aa hu.ii maqbuul-e-baargaah
aayaa hai jhuum jhuum ke abr-e-bahaar aaj
Aasi Aarwi
Ghazal
paas kaa musaafir kyuu.n uTh ke duur jaa baiThaa
naam puuchh lene me.n aisii kyaa buraa.ii thii