SEARCH RESULTS
Showing search results for "barso.n"
Ghazal MATCHES FOR "barso.n"
Ghazal
vo KHvaab jo barso.n se na chehra na badan hai
vo KHvaab havaa.o.n me.n bikhar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ye ruuh barso.n se dafn hai tum madad karoge
badan ke malbe se is ko zinda nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
nii.nd se meraa ta'alluq hii nahii.n barso.n se
KHvaab aa aa ke mirii chhat pe Tahalte kyuu.n hai.n
Rahat Indori
Ghazal
go zaraa sii baat par barso.n ke yaaraane ga.e
lekin itnaa to hu.aa kuchh log pahchaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
tere KHayaal me.n dil shaadmaa.n rahaa barso.n
tire huzuur use sogvaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
barso.n se aavaaze.n jamtii jaatii thii.n
KHaamoshii ne kaan ke parde khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mat sahl hame.n jaano phirtaa hai falak barso.n
tab KHaak ke parde se insaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ab ko.ii shanaasaa bhii dikhaa.ii nahii.n detaa
barso.n mai.n isii shahr kaa mahbuub rahaa huu.n
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n ne bhejaa tujhe aivaan-e-hukuumat me.n magar
ab to barso.n tiraa diidaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mushkil hu.aa hai rahnaa hame.n is dayaar me.n
barso.n yahaa.n rahe hai.n ye apnaa nahii.n hu.aa
Muneer Niyazi
Ghazal
havas ne to.D dii barso.n kii saadhnaa merii
gunaah kyaa hai ye jaanaa magar gunaah ke baa'd