SEARCH RESULTS
Showing search results for "barso.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barso.n"
Ghazal
vo KHvaab jo barso.n se na chehra na badan hai
vo KHvaab havaa.o.n me.n bikhar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Sher
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barso.n"
Ghazal
nii.nd se meraa ta'alluq hii nahii.n barso.n se
KHvaab aa aa ke mirii chhat pe Tahalte kyuu.n hai.n
Rahat Indori
Sher
mat sahl hame.n jaano phirtaa hai falak barso.n
tab KHaak ke parde se insaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Geet
mai.n ne KHvaabo.n me.n barso.n taraashaa jise
tum vahii sa.ng-e-marmar kii tasviir ho
Sahir Ludhianvi
Ghazal
go zaraa sii baat par barso.n ke yaaraane ga.e
lekin itnaa to hu.aa kuchh log pahchaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
tere KHayaal me.n dil shaadmaa.n rahaa barso.n
tire huzuur use sogvaar ham ne kiyaa
Hafeez Hoshiarpuri
Sher
jo mujh me.n tujh me.n chalaa aa rahaa hai barso.n se
kahii.n hayaat isii faasle kaa naam na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
barso.n se aavaaze.n jamtii jaatii thii.n
KHaamoshii ne kaan ke parde khole hai.n