SEARCH RESULTS
Showing search results for "basere"
Ghazal MATCHES FOR "basere"
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n
Waseem Barelvi
Ghazal
apne basere panchhii lauT na paayaa 'zeb'
shaam ghaTaa bhii uTThii thii ghanghor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
duur viiraan basere me.n diyaa ho jaise
Gam kii diivaar se dekhaa to lagaa eid kaa chaa.nd
Saghar Siddiqui
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
shajar ke hisse me.n bas rah ga.ii hai tanhaa.ii
har ik parinda ravaana hu.aa basere se
Azhar Nawaz
Ghazal
bastii me.n basere kaa iraada to nahii.n thaa
diivaana huu.n sahraa kaa pataa bhuul gayaa huu.n
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
sa.Dak pe so.e hu.e aadmii ko sone do
vo KHvaab me.n to pahu.nch jaa.egaa basere tak
Anwar Shuoor
Ghazal
Daale rahe.n basere KHvaabo.n bhare a.ndhere
mahlo.n kii aas rakkho kuTiyaa ke paT na kholo
Khalid Ahmad
Ghazal
uu.nchii imaarate.n to ba.Dii shaandaar hai.n
lekin yahaa.n to ren-basere the kyaa hu.e
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
zindagii rain-basere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
ye nafas umr ke phere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
'taabish' apne basere kii jaanib chalo
is se kyaa tum ko suuraj jahaa.n bhii gayaa
Abbas Tabish
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
nuur nuur zehno.n me.n KHauf ke a.ndhere hai.n
raushnii ke pe.Do.n par raat ke basere hai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
ummiid ke shajar pe vo halchal nahii.n rahii
chi.Diyaa.n ga.ii.n to rain basere chale ga.e
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
na milii fursat-e-aasaa.ish-e-ta.abiir-e-uruuj
ek muddat se hai.n KHvaabo.n ke basere dil me.n