SEARCH RESULTS
Showing search results for "basere"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "basere"
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Nazm
kutte
na aaraam shab ko na raahat savere
Galaazat me.n ghar naaliyo.n me.n basere
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n
Waseem Barelvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "basere"
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
dil me.n naakaam umiido.n ke basere paa.e
raushnii lene ko niklaa to a.ndhere paa.e
Sahir Ludhianvi
Ghazal
duur viiraan basere me.n diyaa ho jaise
Gam kii diivaar se dekhaa to lagaa eid kaa chaa.nd
Saghar Siddiqui
Ghazal
Qateel Shifai
Nazm
aap-biti
tum ne ik taar kii jhankaar to sun lii hogii
mai.n ne giito.n me.n udaasii ke basere dekhe
Qateel Shifai
Ghazal
sa.Dak pe so.e hu.e aadmii ko sone do
vo KHvaab me.n to pahu.nch jaa.egaa basere tak
Anwar Shuoor
Ghazal
shajar ke hisse me.n bas rah ga.ii hai tanhaa.ii
har ik parinda ravaana hu.aa basere se
Azhar Nawaz
Ghazal
Daale rahe.n basere KHvaabo.n bhare a.ndhere
mahlo.n kii aas rakkho kuTiyaa ke paT na kholo
Khalid Ahmad
Ghazal
bastii me.n basere kaa iraada to nahii.n thaa
diivaana huu.n sahraa kaa pataa bhuul gayaa huu.n
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
uu.nchii imaarate.n to ba.Dii shaandaar hai.n
lekin yahaa.n to ren-basere the kyaa hu.e











