SEARCH RESULTS
Showing search results for "basii"
Ghazal MATCHES FOR "basii"
Ghazal
bas ik lakiir khii.nch gayaa darmiyaan me.n
diivaar raaste me.n banaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
qadam qadam pe tumhaare hamaare dil kii tarah
basii hu.ii hai qayaamat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh me.n basii hu.ii thii kisii aur kii mahak
dil bujh gayaa ki raat vo barham nahii.n milaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ek pal me.n zindagii bhar kii udaasii de gayaa
vo judaa hote hu.e kuchh phuul baasii de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
phir us ke baa'd vahii baasii manzaro.n ke juluus
bahaar chand hii lamhe bahaar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
vo itr-daan saa lahja mire buzurgo.n kaa
rachii-basii hu.ii urdu zabaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
khulii fazaa kaa payaamii havaa kaa baasii hai
kahaa.n vo halqa-e-diivaar-o-dar me.n rahtaa hai
Bismil Sabri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tuu bhii is shahr kaa baasii hai to dil se lag jaa
tujh se vaabasta hai ik yaad puraanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
ye be-aavaaz banjar ban ke baasii ye udaasii
ye dahshat kaa safar jangal ye bela mai.n akelaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ik na.e naam se phir apne sitaare uljhe
ye nayaa khel na.e KHvaab kaa baanii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
zaKHm puraane phuul sabhii baasii ho jaa.e.nge
dard ke sab qisse yaad-e-maazii ho jaa.e.nge