SEARCH RESULTS
Showing search results for "basii"
Nazm MATCHES FOR "basii"
Nazm
mata-e-ghair
pyaar par bas to nahii.n hai miraa lekin phir bhii
tuu bataa de ki tujhe pyaar karuu.n yaa na karuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
alaw
apnii in aa.nkho.n se mai.n ne ka.ii maa.nje to.De
aur haatho.n se ka.ii baasii lakiire.n phe.nkii.n
Gulzar
Nazm
adna sa basi
mai.n is dhartii kaa adnaa saa baasii huu.n
sach puuchho to mujh saa pareshaa.n ko.ii nahii.n
Waseem Barelvi
Nazm
nura
mire har nafas me.n basii jaa rahii thii
mujhe leTe leTe sharaarat kii suujhii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hirasat
aur vaqt bhii baasii thaa mai.n jab shahr me.n aayaa
har shaaKH se lipTe hu.e sannaaTe kha.De the
Gulzar
Nazm
ye kaun aaya
'inshaa'-jii ye kaun aayaa kis des kaa baasii hai
ho.nTo.n pe tabassum hai aa.nkho.n me.n udaasii hai
Ibn e Insha
Nazm
bunda
to tire kaan se chup-chaap nikal jaataa mai.n
sub.h ko girte tirii zulfo.n se jab baasii phuul
Majeed Amjad
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
kal ke baasii aa.nsuu jin se
fardaa ke baalii.n kaa pardaa bhiig rahaa hai
Ibn e Insha
Nazm
nazr-e-collage
daur-e-KHizaa.n me.n bhii tirii kaliyaa.n khilii rahe.n
taa-hashr ye hasiin fazaa.e.n basii rahe.n