SEARCH RESULTS
Showing search results for "bataa.e.nge"
Ghazal MATCHES FOR "bataa.e.nge"
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
pahle-pahal la.De.nge tamasKHur u.Daa.e.nge
jab ishq dekh le.nge to sar par biThaa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
jin ko maa'luum nahii.n hogaa du'aa kaa matlab
vo hame.n KHaak bataa.e.nge KHudaa kaa matlab
Yasir Khan Inam
Ghazal
'zafar' bataa.e.nge tum ko yaa mai.n bataa.uu.ngaa
ke mulk chho.D ke kis tarah jaa rahaa thaa mai.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
apnii baabat kabhii puuchhaa to bataa.e.nge use
Duubne vaalo.n ko tinke kaa sahaaraa kyaa hai
Tarkash Pradeep
Ghazal
fasaana tirii zulf-e-shab-ra.ng kaa
ba.Dhegaa jahaa.n tak ba.Dhaa.e.nge ham
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
tum ne diyaa hamaarii vafaa.o.n kaa kyaa javaab
ye ham vahaa.n bataa.e.nge tum ko yahaa.n nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
jo kisii ko bhii samajh me.n nahii.n aa.e.nge vahii
zindagii kyaa hai bataa.e.nge chale jaa.e.nge
Pinhaan
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Anjum Barabankvi
Ghazal
kaise auraaq bataa.e.nge kahaanii merii
diary kyuu.n mirii tahriir kaa dukh samjhegii
Azad Husain Azad
Ghazal
tajribe ziist ke vo apne bataa.e.nge kise
uu.nche parbat pe jo jaa baiThe hai.n saadhuu ban kar
Farhat Iqbal
Ghazal
din me.n kis kis ko bataa.e.nge masaafat kaa sabab
bas yahii soch ke ham raat me.n ghar se nikle
Nafas Ambalvi
Ghazal
mere siine me.n chhupe zaKHm bataa.e.nge 'ra.iis'
mai.n ne jo kii hai adaa zinda-dilii kii qiimat