SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaanii"
Ghazal MATCHES FOR "bayaanii"
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ham KHushbu-e-aavaara ham nuur-e-pareshaa.n hai.n
ai 'badr' muqaddar me.n aashufta-bayaanii hai
Bashir Badr
Ghazal
harf se taasiir lafzo.n se ma.anii le gayaa
jaate jaate vo mirii jaaduu-bayaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
rotaa huu.n mai.n un lafzo.n kii qabro.n pe ka.ii baar
jo lafz mirii shola-bayaanii me.n mare hai.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
baat kii tarz ko dekho to ko.ii jaaduu thaa
par milii KHaak me.n kyaa sehr-bayaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
'momin' ba-KHudaa sehr-bayaanii kaa jabhii tak
har ek ko daavaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ik baat me.n ho jaa.e musaKHKHar vo parii-ruu
suntaa hii nahii.n sehr-bayaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
tuu vo bad-KHuu ki tahayyur ko tamaashaa jaane
Gam vo afsaana ki aashufta-bayaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
sar-joshii-e-qalam ko 'fazaa' chup sii lag ga.ii
vo jaate jaate shola-bayaanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu vo ejaaz-e-bayaa.n hai ki masiihaa samjhe.n
sun le.n ai jaan kisii din jo ju.aarii baate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
mujhe bhii chehre pe raunaq dikhaa.ii detii hai
ye mo.ajiza hai tabiibo.n kii KHush-bayaanii kaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
KHuu.n kaa nam saada-navaa.ii me.n na thaa
KHuu.n kii buu shoKH-bayaanii me.n na thii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
zaraa se talKH-bayaanii pasand hai.n phir bhii
udaas log mohabbat kamaal karte hai.n
Balmohan panday
Ghazal
raakh armaano.n kii giilii lak.Diyaa.n ehsaas kii
ham ko ye saamaa.n mile sho.ala-bayaanii ke liye