SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-adab"
Ghazal MATCHES FOR "be-adab"
Ghazal
kahte ho mujh ko be-adab KHair mai.n be-adab sahii
tum se shikaayat-e-sitam jab na sahii to ab sahii
Rasheed Rampuri
Ghazal
ai dil-e-be-adab us yaar kii saugand na khaa
tuu.n har ik baat me.n dildaar kii saugand na khaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
hariim-e-lafz me.n kis darja be-adab niklaa
jise najiib samajhte the kam-nasab niklaa
Iftikhar Arif
Ghazal
zabt ke baa-vasf dil kyo.n be-adab hone lagaa
kyo.n nigaaho.n se ayaa.n rang-e-talab hone lagaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
shauq ko be-adab kiyaa ishq ko hausla diyaa
uzr-e-nigaah-e-dost ne jurm-e-nazar sikhaa diyaa
Basit Bhopali
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
unhii ke faiz se paa.ii hai sabr kii taa'liim
adiib nikle talaamiiz-e-be-adab mere
Yawar Azeem
Ghazal
jamaa kar nazar tum ko taakaa hai paiham
''ba.Daa be-adab huu.n sazaa chaahtaa huu.n''
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
ik zamaane tak badan be-KHvaab be-aadaab the
phir achaanak apnii uryaanii kaa andaaza hu.aa
Shaheen Abbas
Ghazal
baazaar-e-be-adab me.n jo saste hai.n aaj-kal
tahziib-e-ahd-e-nau ke vo zevar hii le chale.n
Shad Jeelani
Ghazal
baazaar-e-be-adab me.n jo saste hai.n aaj-kal
tahziib-e-ahd-e-nau ke vo zevar hii le chale.n