SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-adab"
Nazm MATCHES FOR "be-adab"
Nazm
zauq o shauq
ain-e-visaal me.n mujhe hausla-e-nazar na thaa
garche bahaana-juu rahii merii nigaah-e-be-adab!
Allama Iqbal
Nazm
achchhi baaten
baa-adab baa-nasiib hotaa hai
tum buzurgo.n kaa ehtiraam karo
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
kya chahta hun
ko.ii be-adab is qadar shoKH itnaa
na muusaa hu.e tuur par shoKH itnaa
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
urdu ke nam
be-adab bazm me.n shaa.ista bayaanii kar ke
sham.a-e-tahziib jalaanaa ho mai.n urdu boluu.n
Ajay Sahaab
Nazm
urdu zaban
ye hai tahziib kii devii ye adiibo.n kii zabaa.n
be-adab kaise bhalaa jaane.nge shaan-e-urdu
Javed Rasheed Amir
Nazm
pahle fan dast-o-gareban hain karan-ta-ba-karan
naql ne baazaar luuTaa asl apne ghar ga.e
be-adab logo.n ne kholii hai adab kii ik dukaa.n
Nusrat Mehdi
Nazm
pas-e-parda
salaamtii hai isii me.n ki be-adab na bano
ba.De jatan se ye mahfil sajaa.ii jaatii hai
Hurmatul Ikaram
Nazm
sanjiw sarraf ke liye ek nazm
KHuub-ruu hai KHuub-siirat narm-guftaarii bhii hai
baa-adab tahziib kaa sail-e-ravaa.n sanjiiv hai
Azhar Bakhsh Azhar
Nazm
adab ke nam pe
mizaah kah ke phalaa.ngii ga.ii.n huduud-e-adab
Guluu ke naam pe kuchh log be-hijaab hu.e
Tazeen Raaz
Nazm
pahli nazar
baa-takalluf baa-adab sad-naaz vo jannat-badosh
ek din aa.ii mirii pursish ko vo nik.hat-farosh
Hasrat Jaipuri
Nazm
tark-e-talluq
sochte the ki ho naa-vaaqif-e-aadaab-e-vafaa
tum me.n to tark-e-ta.alluq kaa saliiqa bhii nahii.n
Naseem Syed
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
tumhaare hijr ne patthar banaa diyaa hai use
bahut udaas ba.Dii be-qaraar chup chup sii
Tariq Qamar
Nazm
bahaar-e-shabab
ruuThne vaale ba-paas-e-vaqt-o-aadaab-e-shabaab
pichhlii baate.n bhuul jaane kaa zamaana aa gayaa