SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-alfaaz"
Ghazal MATCHES FOR "be-alfaaz"
Ghazal
husuul-e-Gam ba-alfaaz-e-digar kuchh aur hotaa hai
dil-e-barbaad kaa azm-e-safar kuchh aur hotaa hai
Jaleel Allahabadi
Ghazal
alfaaz-e-be-sadaa kaa imkaan aa.ine me.n
dekhaa hai mai.n ne aksar be-jaan aa.ine me.n
Ghalib Irfan
Ghazal
jo buzurgo.n ne sunaa.e aur thak kar so ga.e
mai.n vahii qisse ba-alfaaz-e-digar kahtaa rahaa
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
Akhilesh Tiwari
Ghazal
be-ma.anii maahaul me.n rah kar zehn hu.aa maa.uuf
mujh ko bhii paagal kar de.nge diivaane alfaaz
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
ban gayaa be-KHud-e-nazzaara ba-alfaaz-e-digar
laaj rakh lii tire jalvo.n kii tamaashaa.ii ne
Shakeel Badayuni
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
nasl-o-mazhab kii ko.ii qaid nahii.n hai 'gauhar'
zikr har lab pe ba-alfaaz-e-digar teraa hai
Gauhar Usmani
Ghazal
bandish-e-alfaaz hii se shaa.irii hotii nahii.n
sirf jii lene se jaise zindagii hotii nahii.n
Akhtar Husain Shaafi
Ghazal
Arshi Bhopali
Ghazal
shahr-e-alfaaz me.n tanhaa huu.n mujhe qatl karo
mai.n ik aavaaz-e-shikasta huu.n mujhe qatl karo
Abdul Matin Jami
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
alfaaz-o-ma.aanii kii karvaT jo badalte hai.n
pahluu mire matlab ke pahluu se nikalte hai.n
Naseem Dehlvi
Ghazal
zikr me.n aate hai.n jab alfaaz kuchh
ham-suKHan badle tire andaaz kuchh