SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-basarii"
Ghazal MATCHES FOR "be-basarii"
Ghazal
nargis pe to ilzaam lagaa be-basarii kaa
arbaab-e-gulistaa.n pe nahii.n kam-nazarii kaa
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
tamiiz-e-kaafir-o-momin KHirad kii be-basarii
quyuud-e-dair-o-haram hai.n daliil-e-kam-nazarii
Bashir Farooq
Ghazal
jab bhii iqraar kii kuchh raushaniyaa.n jam' karuu.n
merii tardiid mirii be-basarii kar jaa.e
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
nazaara karuu.n kaise tirii jalvagarii kaa
parda abhii haa.il hai mirii be-basarii kaa
Nazar Lakhnawi
Ghazal
aa.nkho.n me.n samaataa nahii.n ab aur jo ko.ii
kyaa jaane basiirat hai ki ye be-basarii hai
Jaleel Qidwai
Ghazal
dekhaa har ek zarre me.n us aaftaab ko
jis chashm se ki be-basarii kaa KHalal gayaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
ruu tiraa kuhl basar ho na use to be-vaj.h
chashm me.n aa.ine ke be-basarii rahtii hai
Waliullah Muhib
Ghazal
Ehsan Akbar
Ghazal
ab ko.ii farq nahii.n in me.n KHazaf ho.n ki guhar
haa.e ai ahd-e-basiirat ye tirii be-basarii
Vafa Malikpuri
Ghazal
be-basar aafaat se takliif hotii hai mujhe
sar-phire haalaat se takliif hotii hai mujhe
Basheer Dada
Ghazal
sikhaa diyaa hai zamaane ne be-basar rahnaa
KHabar kii aa.nch me.n jal kar bhii be-KHabar rahnaa
Wazir Agha
Ghazal
dekhiye be-badanii kaun kahegaa qaatil hai
saaya-aasaa jo phire us ko paka.Dnaa mushkil hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
tamaam umr kaa haasil hai be-basar honaa
ziyaada is se bhii mushkil hai baa-KHabar honaa
Raunaq Shahri
Ghazal
tuu saahib-e-jamaal bhii hai baa-basar bhii hai
ye teraa infiraad hai tuu kuuza-gar bhii hai