SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-diin"
Ghazal MATCHES FOR "be-diin"
Ghazal
be-diin ho ga.e use diin-daar dekh kar
phande me.n us ke pha.ns ga.e zunnaar dekh kar
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
phir tuu mire dil ko milaa iimaan kii suurat
barso.n miraa dil kaafir-o-be-diin rahaa hai
imtiyaz Khan
Ghazal
us but-e-be-dii.n kii zulfo.n kaa ishaara hai yahii
is balaa me.n vo phase.n aashiq ho.n jo allaah ke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
labo.n kaa bosa jise mil gayaa ho vo jaane
qadam to us but-e-be-dii.n ke ham bhii chhuu aa.e
Akbar Allahabadi
Ghazal
khultii hai.n aasmaa.n me.n samundar kii khi.Dkiyaa.n
be-diin raasto.n pe kahii.n apnaa ghar to hai
Javed Nasir
Ghazal
tum bhii to miyaa.n 'faazil' apnii hii tarah ke ho
dii.n-daar zamaane ke be-diin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
tauhiid dil me.n ho to labo.n par rahe KHudaa
ham yuu.n jiye to kyaa jiye be-diin be-KHudaa
athar shakeel
Ghazal
laakh murtad sahii be-diin nahii.n hai.n vaa.iz
but na.e hai.n to KHudaa kyaa na nayaa laa.e.nge ham
Raheel Farooq
Ghazal
ahl-e-iimaan kaa turra hai yaqiin-e-vahdat
aur be-diin ye kahte hai.n KHudaa hai shaayad
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
be-diin huu.n magar hai.n zamaane me.n jitne diin
mai.n sab ko maantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
ham maslak-e-junuu.n me.n diivaane ho rahe hai.n
sunte hai.n dasht-e-vahshat be-diin kah rahaa hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
kitne be-diin hai.n mat puuchh avaam-e-mahkuum
har na.e daur ke haakim ko KHudaa kahte hai.n
Prem Narayan Saxena Raz
Ghazal
sa.ng-dil be-mehr be-dii.n bevafaa samjhe na ham
kar diye sadqe hasiino.n par dil o jaa.n bhuul kar
Fani Badayuni
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
zamaane kii baato.n se be-dil nahii.n huu.n
jo maujo.n se TuuTe vo saahil nahii.n huu.n
Girami Chishti
Ghazal
terii badal rahii hai jo guftaar din-ba-din
detaa hai be-sabab hame.n aazaar din-ba-din