SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-gulaab"
Ghazal MATCHES FOR "be-gulaab"
Ghazal
ye haath chuume ga.e phir bhii be-gulaab rahe
jo rut bhii aa.ii KHizaa.n kii safiir aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
kaisii havaa chalii ki ma.an baarisho.n ke ba.ad
har be-gulaab rut ne gulistaa.n me.n ghar kiyaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
pukaartaa thaa mujhe pyaar se jo buu-e-gulaab
usii ne kaa.nTo.n kaa pahnaa diyaa hai haar mujhe
Farkhanda Razvi
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
KHudaa kii shaan to dekho ki un ke gulshan me.n
nasiim le ga.ii buu-e-gulaab kar ke mujhe
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
laraz rahe hai.n shafaq par mohabbato.n ke KHumaar
bikhar rahe hai.n sar-e-be-karaa.n gulaab ke phuul
Aftab Ranjha
Ghazal
puuchhii kisii ne aaj phir merii pasand
be-saaKHta lab se mirii niklaa gulaab
Ghazala Tabassum
Ghazal
shuruu.a din se mai.n be-zauq thaa so mai.n ne 'alii'
kabhii diyaa na kisii se liyaa gulaab kaa phuul
Ali Ul-Hasnain
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
ibaarat is me.n har ik be-naqaab merii hai
likhaa hai naam tumhaaraa kitaab merii hai
Asar Saeed
Ghazal
ko.ii charaaG ataa kar ko.ii gulaab utaar
vagarna shahr-e-sitam par vahii azaab utaar