SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-harf"
Ghazal MATCHES FOR "be-harf"
Ghazal
Sohail Azad
Ghazal
un ke hote to na thii aisii udaasii 'afzal'
ziist ik nauha-e-be-harf-o-sadaa ho jaise
Afzal Kiratpuri
Ghazal
jab aasmaa.n pe KHudaa.o.n ke lafz Takraate
mai.n apnii soch kii be-harf lau jalaa rakhtaa
Majeed Amjad
Ghazal
guzruu.ngaa mai.n jidhar se baqaa chho.D jaa.uu.ngaa
be-harf kar ke lafz-e-fanaa chho.D jaa.uu.ngaa
Javed Rasheed Amir
Ghazal
likhii hai.n palko.n se be-harf bhii munaajaate.n
kalaam-e-fan se kiyaa ehtiraam-e-tanhaa.ii
Peer Akram
Ghazal
mere ehsaas-e-KHudii par na ko.ii zad aa.e
tuu jo de de mujhe be-harf savaal achchhaa hai
Nazar Lakhnawi
Ghazal
faqiih-e-shahr se qat-e-nazar kabhii to 'nazar'
tuu mere ashk kii be-harf daastaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
kaise be-harf-o-sadaa dard kii ruudaad kahe.n
ek ek lafz to sadiyo.n kaa puraanaa hai yahaa.n
Saghar Mehdi
Ghazal
jaise be-harf-o-navaa utrii hai ilhaamii kitaab
vo muKHaatab hai.n usii andaaz se dil kii taraf
Kavish Badri
Ghazal
''muddat hu.ii lafzo.n se judaa ho ga.e maa'nii
phir bhii ko.ii be-harf-o-navaa kuchh nahii.n kahtaa
Haneef Najmi
Ghazal
vaa.iz kii majaalis me.n safaa-kesh na jaa.e.n
be-harf-o-hikaayaat riyaa kuchh nahii.n kahtaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
be-harf hu.ii jab kabhii diivaar-e-navishta
mai.n anjum-e-shab-taab ko mehraab me.n laayaa
Mumtaz Athar
Ghazal
ye chand be-harf-o-saut KHaake miraa asaasa
mai.n jin ko Gazlo.n kaa naam de kar sa.nvar rahaa thaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
mahv-e-hairat huu.n ye duniyaa se judaa kyaa chiiz hai
aap kaa paiGaam be-harf-o-sadaa kyaa chiiz hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
be-harf-o-saut thaa meraa nazaara-o-kalaam
raaz-o-niyaaz be-asar chashm-o-gosh thaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
ba-harf-e-suurat inkaar to.D dii mai.n ne
dilo.n ke biich kii diivaar to.D dii mai.n ne
Shahid Kamal
Ghazal
tuu suKHanvar hai to kar haq se vafaa harf-ba-harf
farz shaa'ir kaa sadaaqat se nibhaa harf-ba-harf
Sada Ambalvi
Ghazal
likhii thii us ne mohabbat kii be-qaraarii aur
vo jo bhii likh na sakaa harf harf sach niklaa