SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-hisaab"
Ghazal MATCHES FOR "be-hisaab"
Ghazal
be-misl-o-be-hisaab ujaalo.n ke baa'd bhii
kuchh aur maa.ng jaan se pyaaro.n ke baa'd bhii
Waqar Khan
Ghazal
nigaah-e-shauq ko phir lutf-e-be-hisaab mile
KHudaa kare ki tujhe daa.imii shabaab mile
Raushan Laal Raushan
Ghazal
sharh-e-Gam haa.e be-hisaab huu.n mai.n
likhne baiThuu.n to ik kitaab huu.n mai.n
Saqi Amrohvi
Ghazal
sukuu.n ko chho.D ke Gam be-hisaab laataa huu.n
suhaane KHvaab bhii saare KHaraab laataa huu.n
Salim Ehsan
Ghazal
jo nahii.n kiyaa ab tak be-hisaab karnaa hai
apne har ravayye se ijtinaab karnaa hai
Wajid Qureshi
Ghazal
miiThe hai.n be-hisaab rasiile hai.n sun ke log
le jaa.e.nge daraKHto.n se shahtuut chun ke log
Amaan Haider
Ghazal
nasiib ab ke KHushii be-hisaab le aayaa
charaaG lene gayaa aaftaab le aayaa
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
hai shukriya mirii jaanib se be-hisaab tiraa
har ik savaal ko mere milaa javaab tiraa
Ali Raza Aseer
Ghazal
badan ko vajd tire be-hisaab-o-had aa.e
mirii rasaa.ii me.n gar teraa jazr-o-mad aa.e
Syed Kashif Raza
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Saba Shah
Ghazal
karam ba-naam-e-sitam us pe be-hisaab hu.aa
jo luT gayaa rah-e-ulfat me.n kaamyaab hu.aa