SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-kal"
Ghazal MATCHES FOR "be-kal"
Ghazal
phir tez havaa chalte hii be-kal hu.ii.n shaaKHe.n
kis dard ke ehsaas se bojhal hu.ii.n shaaKHe.n
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
fazaa.e.n is qadar be-kal rahii hai.n
ye aa.nkhe.n raat bhar jal-thal rahii hai.n
Zia Jalandhari
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
'aks paanii par hai chhuune ke liye be-kal na ho
chaa.nd ko haatho.n me.n aayaa dekh kar paagal na ho
Seemab Sultanpuri
Ghazal
ik ajab vahshat se dil siino.n me.n be-kal ho ga.e
chaa.nd kyaa niklaa KHushii se log paagal ho ga.e
Javed Shaheen
Ghazal
tirii zulfo.n ne kaise pech sikhlaa
dil-e-be-kal ko raato.n-raat le ga.e
Bekal Iftikhar Daulatabadi
Ghazal
phir hu.ii shaam bayaabaan ko paagal niklaa
haath me.n le ke charaaG-e-dil-e-be-kal niklaa
Farhat M Hasani
Ghazal
be-kal be-kal rahnaa diid kaa phal to nahii.n hai
dekhne vaalii aa.nkh ne jaane kyaa nahii.n dekhaa
Mohammad Khalid
Ghazal
mausam thaa KHush-gavaar tumhe.n sochte rahe
be-kal va be-qaraar tumhe.n sochte rahe
Shagufta Bhatti
Ghazal
chaudhvii.n shab kyuu.n be-kal ho aur paTKHe sar
jab tere ham-zaad se khele dhaaraa chaa.nd
Nikhat Yasmeen Gul
Ghazal
dil shikasta ruuh be-kal ashk KHuu.n
ye hamaaraa saaz-o-saamaa.n aur ham
Maqbool Ahmad Maqbool
Ghazal
Krishn Murari
Ghazal
dil-shikasta ruuh be-kal ashk-e-KHuu.n
ye hamaaraa saaz-o-saamaa.n aur ham