SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-kas"
Ghazal MATCHES FOR "be-kas"
Ghazal
kisii be-kas ke kaase me.n jo tuu maqduur ho jaa.e
gadaa ho kar vo rashk-e-qaisar-o-maGfuur ho jaa.e
Ishrat Hafiz Abadi
Ghazal
vatan kii taraqqii pe KHush ho na 'aafat'
abhii be-kas-o-be-makaa.n aur bhii hai.n
Lalan Chaudhary
Ghazal
jo ta.ng-e-gul the turra-e-dastaar ban ga.e
jo gul the aa.e turbat-e-be-kas sa.nvaarne
Anand Narayan Mulla
Ghazal
khulaa hai Guncha-e-dil har Gariib-o-be-kas kaa
nasiim kuu-e-madiina jahaa.n jahaa.n guzrii
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
be-baso.n pe yatiimo.n pe ha.nstii rahii
fiqre be-kas pe duniyaa ye kastii rahii
Altaf Tanveer
Ghazal
be-kas Gariib par ki Gariibii haTaa.o par
sarmaaya-daar kis pe ha.nsaa sochnaa pa.Daa
Qamar Gwaliari
Ghazal
Shaukat Thanvi
Ghazal
naadaar ke siine pe lagaa tiir Galat hai
be-kas pe jo uThtii hai vo shamshiir Galat hai
Zahid Abrol
Ghazal
tumhaare baa'd jo tanhaa hai.n be-kas-o-Gamgii.n
vo phir tumhaare sahaare talaash karte hai.n
Asma Saidi
Ghazal
kal talak mahfil-e-ishrat me.n jo the sadr-nashii.n
qabr me.n aaj unhe.n be-kas-o-tanhaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
be-maaya o be-kas hii sahii terii hayaa huu.n
ho jaa.e tirii mujh pa nazar kaise kahuu.ngaa
Rashid Fazli
Ghazal
dost ahbaab kaa kyaa zikr bure vaqto.n me.n
maut bhii to kisii be-kas kii taraf-daar nahii.n
Akmal Alduri
Ghazal
raah-e-junuu.n me.n be-kas-o-tanhaa chalaa thaa mai.n
hamraah dil ke gardish-e-haalaat ho ga.ii
Shauq Mahri
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Atharv Ankit
Ghazal
bahut hii ibrat-a.ngez aur hasrat-KHez manzar hai
lahad par ek be-kas ke kisii kaa nauhagar honaa