SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-kas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-kas"
Sher
hasrat pe us musaafir-e-be-kas kii ro.iye
jo thak gayaa ho baiTh ke manzil ke saamne
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kisii be-kas ke kaase me.n jo tuu maqduur ho jaa.e
gadaa ho kar vo rashk-e-qaisar-o-maGfuur ho jaa.e
Ishrat Hafiz Abadi
PAGE MATCHES FOR "be-kas"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "be-kas"
Ghazal
vatan kii taraqqii pe KHush ho na 'aafat'
abhii be-kas-o-be-makaa.n aur bhii hai.n
Lalan Chaudhary
Ghazal
jo ta.ng-e-gul the turra-e-dastaar ban ga.e
jo gul the aa.e turbat-e-be-kas sa.nvaarne
Anand Narayan Mulla
Ghazal
khulaa hai Guncha-e-dil har Gariib-o-be-kas kaa
nasiim kuu-e-madiina jahaa.n jahaa.n guzrii
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Qita
yuu.n na maut aalam-e-Gurbat me.n kisii ko aa.e
chaar phuulo.n ko tarastaa hai mazaar-e-'be-kas'
Jigar Biswani
Ghazal
be-baso.n pe yatiimo.n pe ha.nstii rahii
fiqre be-kas pe duniyaa ye kastii rahii
Altaf Tanveer
Ghazal
be-kas Gariib par ki Gariibii haTaa.o par
sarmaaya-daar kis pe ha.nsaa sochnaa pa.Daa

