SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-khabar-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "be-khabar-e-dil"
Ghazal
dil se hushiyaar ki hai dil hii tiraa 'ain hayaat
maut se bhii hai sivaa be-KHabar-e-dil honaa
Mohammad Sadiq Zia
Ghazal
be-KHabar-e-hayaat thaa Gam ne mujhe jagaa diyaa
ziist kaa raaz khol kar maut kaa aasraa diyaa
Jigar Barelvi
Ghazal
kho kar tirii galii me.n dil-e-be-KHabar ko mai.n
fikr-e-KHudii se chhuuT gayaa umr bhar ko mai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Sardar Hammad Munir
Ghazal
na gird-o-pesh se is darja be-niyaaz guzar
jo be-KHabar se hai.n sab kii KHabar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' ye haal ishq me.n hogaa KHabar na thii
pachhtaa.e ham to rog lagaa kar fuzuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
nidaa-e-vaqt KHabar-daar kar ga.ii mujh ko
ga.e jo koh-e-nidaa par vo be-KHabar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jab tak mire ho.nTo.n pe tiraa naam rahegaa
dil be-KHabar-e-gardish-e-ayyaam rahegaa
Fana bulandshahri
Ghazal
haa.n abhii be-KHabar-e-lazzat-e-aazaar hai.n ham
muzhda ai mashq-e-sitam taaza giraftaar hai.n ham
Fani Badayuni
Ghazal
shauq me.n zabt hai malhuuz magar kyaa ma.aluum
kis gha.Dii be-KHabar-e-suud-o-ziyaa.n ho jaa.uu.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
kaar-gar ishq me.n ab tak Gam-e-pinhaa.n na hu.aa
mai.n abhii be-KHabar-e-kulfat-e-hijraa.n na hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
'maz.harii' mo.atakif-e-hujra-e-inkaar to hai
'maz.harii' be-KHabar-e-kulfat-e-ayyaam nahii.n
Jameel Mazhari
Ghazal
kar ga.ii be-KHabar-e-saaGar-o-miinaa ai 'soz'
chashm-e-saaqii se barastii hu.ii sahbaa mujh ko
Sardar Khan Soz
Ghazal
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
vo laakh be-KHabar-o-be-vafaa sahii lekin
talab kiyaa hai gar us ne to jaanaa bantaa hai
Rehman Faris
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
husn aur ta.ana-e-bechaargii-e-dast-e-talab
ishq hai be-KHabar-e-tangii-e-daamaa.n jaise