SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-raah"
Ghazal MATCHES FOR "be-raah"
Ghazal
manzil na hai maqaam zamaana KHaraab hai
be-rah-ravii hai 'aam zamaana KHaraab hai
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
letii ga.ii thii ham se sabaa zauq-e-dilbarii
detii ga.ii thii lazzat-e-be-rah-ravii hame.n
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
aaGaaz to dil-daada-e-be-raah-ravii thaa
ai ishq tujhe KHair se anjaam ne baa.ndhaa
Rahbar sultani
Ghazal
raas aa.ii hame.n shab-gardii-o-be-raah-ravii
KHuub aazaad hu.e tere giraftaar ai dil
Hasan Aabid
Ghazal
zindagii ke har qadam par ik nayaa bikhraav hai
ham ba.Dii tartiib se be-rah-ravii tak aa ga.e
Khalid Akhlaq
Ghazal
baazaar-e-zindagii ke KHariidaar-o-mushtarii
be-rah-ravii me.n ho ga.e sab hii anaa-farosh
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
zindagii ke har qadam par ik nayaa bikhraav hai
ham ba.Dii tartiib se be-rah-ravii tak aa ga.e
Khalid Akhlaq
Ghazal
ye ik jaziira-e-be-raah bhii nahii.n rahnaa
to kyaa qariib hai vo majma'-ul-jazaa.ir bas
Shahram Sarmadi
Ghazal
mulavvis thaa mai.n har be-rah-ravii me.n
magar ilzaam tujh par dhar rahaa huu.n
Nasir Shahzad
Ghazal
be-rah-o-be-rahnumaa garm-e-safar hai qaafila
faa.eda kyaa is tarah kii sa.i-e-laa-haasil me.n hai
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
kalii ko kar hii diyaa be-hijaab ai 'KHaavar'
nasiim-e-sub.h kii be-rah-ravii ko kyaa kahiye
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
ye ik jaziira-e-be-raah bhii nahii.n rahnaa
to kyaa qariib hai vo majma-ul-jazaa.ir bas