SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-riyaa"
Ghazal MATCHES FOR "be-riyaa"
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
aa.iina kii be-riyaa tasriih le kar kyaa kare.n
aap apne daur kii talmiih le kar kyaa kare.n
Jameeluddin Qadri
Ghazal
faariG takallufaat se hai.n rind-e-be-riyaa
chulluu hii un ke vaaste paimaana ho gayaa
Ahsan Marahravi
Ghazal
rindaan-e-be-riyaa kii hai sohbat kise nasiib
zaahid bhii ham me.n baiTh ke insaan ho gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
maane.n jo merii baat muriidaan-e-be-riyaa
de.n shaiKH ko kafan to Dubo kar sharaab me.n
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
kartaa nahii.n mai.n KHushaamad-e-KHalq
'haatim' huu.n azal se be-riyaa huu.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
pahu.nchaa hai jo ki ishq me.n manzil ko vasl kii
be-shak sakal jahaa.n me.n hu.aa be-riyaa riyaa
Alimullah
Ghazal
unhii.n me.n khelne aatii hai.n be-riyaa ruuhe.n
vo ghar jo laal harii daftiyo.n ke hote hai.n
Bashir Badr
Ghazal
baiThaa hai taKHt-e-shauq pe jo ho ke be-riyaa
vo paadshaah-e-baargah-e-kibriyaa hu.aa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mujhe jahaan me.n jitne bhii baa-kamaal mile
fareb-kaar mile ko.ii be-riyaa na milaa
Jaleel Qidwai
Ghazal
riyaa pasand nahii.n kibriyaa ko ai 'haamid'
ibaadat us kii jo karnaa to be-riyaa karnaa
Hamid Azimabadi
Ghazal
mohtasib aur ham hai.n dono.n muttafiq is baab me.n
barmalaa jo mai-kashii ho be-riyaa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
munaafiqiin-e-tasavvuf kii maut huu.n mai.n 'alii'
har ik asiil har ik be-riyaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
buu-e-riyaa har ek gul-e-boriyaa me.n hai
duniyaa kii ghar kaa farsh hai zaahid kii jaa-namaaz