SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-sabaati-e-dahr-e-KHaraab"
Ghazal MATCHES FOR "be-sabaati-e-dahr-e-KHaraab"
Ghazal
unhii.n ko daar-e-baqaa kii hai puKHtagii kaa KHayaal
jo be-sabaati-e-dahr-e-KHaraab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
Akhtar Madhupuri
Ghazal
rotaa hai be-sabaatii-e-gulzaar-e-dahr par
Gunche ke lab pe Gaur se dekho ha.nsii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
vo Dol Daale.n kisii kaar-e-paa.edaar kaa kyaa
jo be-sabaatii-e-umr-e-ravaa.n me.n rahte hai.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
phailaa ke be-sabaatii-e-aalam kii daastaa.n
mujh par haraam kaif-e-bahaaraa.n kiyaa gayaa
Yusuf Zafar
Ghazal
be-sabaatii-e-jahaa.n aur raa.egaanii-e-hayaat
ek bahlaatii rahii aur ek bahkaatii rahii
Safar Naqvi
Ghazal
be-sabaatii-e-jahaa.n par kaun kartaa hai yaqii.n
ham samajh kar bhii na ye samjhe ki ye afsaana hai
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Ghazal
jo be-sabaatii-e-aalam pe bahs thii sar-e-bazm
mai.n chup rahaa ki mujhe yaad thaa vo chehraa bhii
Ajmal Siraj
Ghazal
Shola Kararvi
Ghazal
ye marhala bhii 'ajab hai ki be-sabaatii-e-dil
dikhaa rahii hai sar-e-KHvaab-zaar kyaa kyaa kuchh
Tanvir Wasfi
Ghazal
Mirza Ghulam Abbas Zahir Haidari
Ghazal
miTaa sakaa na ko.ii naqsh-e-be-sabaatii ko
bas ek naqsh yahii paa.edaar dekhaa hai
Ejaz Ali Arshad
Ghazal
miT ga.e 'nushuur' aa kar zehn me.n hazaaro.n Gam
she’riyat kaa 'aalam bhii ramz-e-be-sabaatii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
be-sabaatii aa ga.ii diivaar-e-dil ko phaa.nd kar
marne vaale mar ga.e hai.n nauhagar ko.ii nahii.n
Mahtab Dasti
Ghazal
vo be-kaif-o-kam hai qadiim-o-azal se
usii se hai ye naqsh-e-dahr-e-kuhan kaa