SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-tah"
Ghazal MATCHES FOR "be-tah"
Ghazal
be-tah mirii nazar hai ki KHud kam-nazar huu.n mai.n
az-bas isii KHayaal se zer-o-zabar huu.n mai.n
Amjed Ashraf Malla
Ghazal
farsh mastaa.n karo sajjaada-e-be-tah ke ta.ii.n
mai kii taaziim karo shiishe kaa ikraam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
takalluf ke ka.ii parde the phir bhii
miraa teraa suKHan be-tah rahaa hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
is fan me.n ko.ii be-tah kyaa ho miraa mu.aariz
avval to mai.n sanad huu.n phir ye mirii zabaa.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zauq-e-nazar ko jalvaa-e-be-taab le gayaa
ta.abiir ke nashaat ko ik KHvaab le gayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
be-tahii yahii hogii ye jahaa.n kahii.n ho.nge
sat.h kaaTne vaale sat.h-aafrii.n ho.nge
Muhib Aarfi
Ghazal
fursat kahaa.n ki Gair se ham dushmanii kare.n
apnaa vajuud ek musiibat hai tah-ba-tah
Khursheed Rizvi
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
jaan-e-be-taab ajab tere Thikaane nikle
baarish-e-sa.ng me.n sab aa.ina-KHaane nikle
Zafar Ajmi
Ghazal
be-taab paas sham.a ke parvaana aa gayaa
kyaa baat hai ki hosh me.n diivaana aa gayaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
Khawer Eijaz
Ghazal
be-taab hai.n aur ishq kaa da.avaa nahii.n ham ko
aavaara hai.n aur dasht kaa saudaa nahii.n ham ko
Shahryar
Ghazal
raat ik be-taab jazbe kii tarah Dhaltii rahii
thak ga.e the shoKH manzar aur fazaa thii so ga.ii
Krishn Murari
Ghazal
rafta rafta dil-e-be-taab Thahar jaa.egaa
rafta rafta tirii nazro.n kaa asar jaa.egaa
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
maan mat kar aashiq-e-be-taab kaa armaan maan
jaan kar anjaan mat ho muj kuu.n tuu be-jaan jaan