SEARCH RESULTS
Showing search results for "bearing"
Ghazal MATCHES FOR "bearing"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ba-ra.ng-e-uud milegii use mirii KHushbuu
vo jab bhii chaahe ba.De shauq se jalaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
ba-ra.ng-e-saut-e-jaras tujh se duur huu.n tanhaa
KHabar nahii.n hai tujhe aah kaarvaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham rahravaan-e-raah-e-fanaa hai.n bara.ng-e-umr
jaave.nge aise khoj bhii paayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ba-ra.ng-e-buu-e-gul us baaG ke ham aashnaa hote
ki hamraah-e-sabaa Tuk sair karte phir havaa hote
Meer Taqi Meer
Ghazal
ba-ra.ng-e-naGmaa bikhar jaanaa chaahte hai.n ham
kisii ke dil me.n utar jaanaa chaahte hai.n ham
Wali Aasi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham ne kaa.nTo.n ko bhii siine se lagaa rakkhaa hai
KHaar bhii ham se ba-ra.ng-e-gul-e-gulzaar mile
Jameel Malik
Ghazal
falak ne aah tirii rah me.n ham ko paidaa kar
ba-ra.ng-e-sabza-e-nuurasta paa.emaal kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kamaal-e-garmii-e-sa.ii-e-talaash-e-diid na puuchh
ba-ra.ng-e-KHaar mire aa.ine se jauhar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-ra.ng-e-shiisha huu.n yak-gosha-e-dil-e-KHaalii
kabhii parii mirii KHalvat me.n aa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
umiid jaa ke nahii.n us galii se aane kii
ba-rang-e-umr miraa naama-bar ravaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
gulshan me.n bandobast ba-ra.ng-e-digar hai aaj
qumrii kaa tauq halqa-e-bairuun-e-dar hai aaj
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-ra.ng-e-saaya hame.n bandagii me.n hai tasliim
ki daaG-e-dil ba-jabiin-e-kushaada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-ra.ng-e-KHvaab sahii saarii kaa.enaat 'akbar'
vajuud-e-kul ko na andesha-e-gumaan me.n laa