SEARCH RESULTS
Showing search results for "beche.n"
Ghazal MATCHES FOR "beche.n"
Ghazal
kuchh KHariide.n to bhaav paa.nch ke aaTh
aur beche.n to daam aaTh se paa.nch
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
chaahe.n gar chaara jaraahat kaa mohabbat vaale
beche.n almaas o namak sa.ng-e-jaraahat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baap kii dastaar beche.n bahan kii khii.nche.n ridaa
mard kii Gairat pe ab niilaam honaa chaahiye
Humaira Gul Tishna
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
udhaar KHvaab KHariide.n aur aa.nkhe.n beche.n naqd
ye kaarobaar hai aur kaarobaar mushkil hai
Jamal Ehsani
Ghazal
shiirii.n-suKHanaa.n sab hii shukr beche.n hai.n lekin
insaaf karo josh-e-KHariidaar kidhar hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Moni Gopal Tapish
Ghazal
Gam agarche jaa.n-gusil hai pa kahaa.n bache.n ki dil hai
Gam-e-ishq gar na hotaa Gam-e-rozgaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
nazar me.n rakhnaa kahii.n ko.ii Gam-shanaas gaahak
mujhe suKHan bechnaa hai KHarcha nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
bechain bahut phirnaa ghabraa.e hu.e rahnaa
ik aag sii jazbo.n kii dahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
mujh se bichha.D kar hogaa samundar bhii bechain
raat Dhale to kartaa hogaa shor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
ba.Dh jaa.e.nge kuchh aur lahuu bechne vaale
ho jaa.e agar shahr me.n mah.ngaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
pe.Do.n ke baazu.o.n me.n mahaktii hai chaa.ndnii
bechain ho rahe hai.n KHayaalaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jauharii band kiye jaate hai.n baazaar-e-suKHan
ham kise bechne almaas-o-guhar jaa.e.nge