SEARCH RESULTS
Showing search results for "behna"
Ghazal MATCHES FOR "behna"
Ghazal
nazar me.n rakhnaa kahii.n ko.ii Gam-shanaas gaahak
mujhe suKHan bechnaa hai KHarcha nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
dard bharii raate.n jis dam halkore detii hai.n
dariyaa.o.n ke ruKH par bahnaa kaisaa lagtaa hai
Khalid Ahmad
Ghazal
sahl ho jaa.egii mushkil zabt soz o saaz kii
KHuun-e-dil ko aa.nkh se jis roz bahnaa aa gayaa
Akhtar Ansari
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
ham ba.Dii qiimtii miTTii se banaa.e ga.e hai.n
KHud ko ham bechnaa chaahe.nge to kyaa loge hame.n
Idris Azad
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
jis dhaaraa me.n bahnaa sab se aasaa.n ho
us dhaaraa me.n bahnaa mushkil hotaa hai
Aalok Shrivastav
Ghazal
bechnaa kuchh nahii.n is ne to KHariidaar hai.n kyuu.n
aaKHir is garmi-e-baazaar kaa matlab kyaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
bahnaa pa.Degaa vaqt ke dhaare ke saath saath
ban us kaa ham-safar ki zamaana KHaraab hai
Shabab Lalit
Ghazal
paar utarne me.n bhii ik suurat-e-Garqaabii hai
kashti-e-KHvaab rah-e-mauj pe bahnaa achchhaa
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
'maz.har' chhupaa ke rakh dil-e-naazuk ko apne tuu
ye shiisha bechnaa hai kisii miirzaa ke haath
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Darshika wasani
Ghazal
Mohammad Naim Jawed Naim
Ghazal
muflisii aisii aduu ko bhii na baKHshe maulaa
bechnaa ho jo charaaGaa.n raushnii kii KHaatir
Aditya Shrivastava Shafaq
Ghazal
bechnaa to hai nahii.n iimaan phir bhii boliye
is kaa baazaaro.n me.n ham ko daam kyaa mil jaa.egaa