SEARCH RESULTS
Showing search results for "behuuda"
Ghazal MATCHES FOR "behuuda"
Ghazal
mu.aaf-e-be-huda-go.ii hai.n naasehaan-e-aziiz
dil-e-ba-dast-e-nigaare nadaada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mat maa.ngiyo amaan buto.n se ki hai haraam
'momin' zabaan-e-behuuda saa.il ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
behuuda-sarii sajde me.n hai jaan khapaanaa
aa.iin-e-mohabbat me.n adab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
rind kahte hai.n ki KHaaliq ne kiyaa hai paidaa
raat din naaseh-e-behuuda ko bakne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
hijr me.n gardish-e-behuuda jo hai ai saaqii
jaam kyaa kaasa-e-sar hai kisii saudaa.ii kaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ai andaliib daava-e-behuuda par kahii.n
ek aadh gul kaa mu.nh na masal de.n chaman me.n ham
Aish Dehlvi
Ghazal
sub.h-dam Gaa.eb hu.e 'anjum' to saabit ho gayaa
KHanda-e-behuuda par to.De ga.e dandaan-e-sub.h
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
mai.n ne behuuda tavaqqo kii sazaa paa.ii hai
kuchh KHayaal aap mirii hasrat-e-dil kaa na kare.n
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
kab kiyaa dil pe mire pand-o-nasiihat ne asar
naaseh-e-behuuda-guftaar kii afvaahe.n hai.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
yaa.n dard hai param kaa behuuda sar kahe mat
ye baat sun 'valii' kii jaa kar kaho davaa suu.n
Wali Dakni
Ghazal
kuchh hai behuuda o naaqis to 'amaanat' kaa kalaam
yuu.n to kahne ko fan-e-sher me.n ustaad hai.n sab
Amanat Lakhnavi
Ghazal
hai vasl kii KHvaahish tujhe us rashk-e-parii se
hairaa.n huu.n mai.n ai dil tirii behuuda-sarii se
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
zabaa.n pe va.az hai aur dil tiraa hai istiGlaaz
ba-va.az-e-behuuda mat baa.ndh tuu kamar vaa.iz