SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekaa"
Ghazal MATCHES FOR "bekaa"
Ghazal
kyaa paanii ke mol aa kar maalik ne guhar bechaa
hai saKHt giraa.n sastaa yuusuf kaa bikaa jaanaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shahr me.n aa kar pa.Dhne vaale bhuul ga.e
kis kii maa.n ne kitnaa zevar bechaa thaa
Aslam Kolsarii
Ghazal
daam man-maane use de ke KHariidaa tuu ne
dekh to le tujhe baazaar ne bechaa kyaa hai
Ajay Sahaab
Ghazal
na KHud ko bechaa na ko.ii KHushaamade.n kii hai.n
to kaise tum pe ye 'bekal' savaal hone lagaa
Bekal Utsahi
Ghazal
ko.ii aziiz miraa pyaasaa marne vaalaa hai
mai.n KHuun bech ke paanii KHariid saktaa huu.n
Ashwani Mittal 'Aish'
Ghazal
Tripurari
Ghazal
kaalii kaaGaz kii abhii ek katar kar bechaa
zaahid-e-bazm ke mu.nh par to lagaa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ham jo bachaa bachaa ke rakhte rahe the KHud ko
ka.ngaal ho ke aaKHir apnii bachat se nikle
Farhat Ehsas
Ghazal
muft maa.ngaa thaa kisii ne so use baKHsh diyaa
aisaa sastaa bhii na thaa dil jise bechaa hotaa
Waheed Akhtar
Ghazal
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
dil to be-daam bikaa zehn kii qiimat na lagii
kaise baazaar me.n bechaa hai mujhe duniyaa ne
Akhtar Bastavi
Ghazal
taaza-ba-taaza sub.h ke aKHbaar kii tarah
bechaa gayaa aaj bhii har baar kii tarah