SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhaa.ii-chaara"
Ghazal MATCHES FOR "bhaa.ii-chaara"
Ghazal
uKHuvvat mohabbat na hii bhaa.ii-chaara
yahaa.n bhaa.ii bhaa.ii ko kam dekhte hai.n
Aziqur Rahman Sarim
Ghazal
kachche aur kamzor makaano.n me.n hii nahii.n
mahlo.n me.n bhii bhaa.ii-chaara hotaa hai
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
yahaa.n pe pyaar hai yak-jehtii bhaa.ii-chaara hai
ba.Dii hii KHuub hai hindostaan kii KHushbuu
Ahmed Nisar
Ghazal
ga.e vo din ki mohabbat thii bhaa.ii-chaara thaa
'musavvir' ab to faqat intishaar baaqii hai
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
Moid Rahbar Lakhnavi
Ghazal
Kashif Syed
Ghazal
tumhe.n bhii chaahaa, zamaane se bhii vafaa kii thii
ye nig.h-daarii junuu.n ne judaa judaa kii thii
Iftikhar Mughal
Ghazal
KHair auro.n ne bhii chaahaa to hai tujh saa honaa
ye alag baat ki mumkin nahii.n aisaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vo kyaa gayaa ki saath me.n qaraar bhii chalaa gayaa
vo roz milne-julne kaa ha.nsii kaa silsila gayaa
Sagar Akbarabadi
Ghazal
nahii.n hai ko.ii bhii chaara sivaa.e jiine ke
nahii.n hai ko.ii bhii chaara to bas jiyaa jaa.e