SEARCH RESULTS
Showing search results for "bharnii"
Ghazal MATCHES FOR "bharnii"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
na nii.nd aur na KHvaabo.n se aa.nkh bharnii hai
ki us se ham ne tujhe dekhne kii karnii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
ba.iid shaan se aashiq ke aah bharnii thii
valii vo kyaa kare jab us kii jaan hii nikle
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jis kii jaisii karnii hai us kii vaisii bharnii hai
KHaas-o-aam kii KHaatir faisle hai.n aam us ke
Ravendr Jain
Ghazal
jaisii karnii hai yahaa.n vaisii vahaa.n bharnii hai
KHair ko KHair bahut shar ko sharar kaafii hai
Rizvan Anjum
Ghazal
karnii-bharnii ik taraf kaisaa hisaab-o-ehtisaab
saare inkaar aur sab iijaab chorii ho ga.e
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
jaisii karnii hai yahaa.n vaisii vahaa.n bharnii hai
KHair ko KHair bahut shar ko sharar kaafii hai
Rizvan Anjum
Ghazal
'ishq kisii se kar baiThii anjaane me.n
aur phir saa.nse.n bharnii pa.Dii.n harjaane me.n
Sarita Jain
Ghazal
u.Daan bharnii pa.Dii haasidiin ke Dar se
paro.n ko kaaTne vaale paro.n tak aa ga.e hai.n
Shahzad Baig
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa